SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़य्याम"
Ghazal MATCHES FOR "ख़य्याम"
Ghazal
mai-kashii ke liye KHaamosh bharii mahfil me.n
sirf KHayyaam kaa ghar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Ghazal
zamaana barsar-e-paikaar hai pur-haul sho.alo.n se
tire lab par abhii tak naGma-e-KHayyaam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
vahii Gaalib hai ab to jo KHariide shohrate.n apnii
rubaa.ii bechne vaalaa umar-'KHayyaam' hai saaqii
Ajay Sahaab
Ghazal
kalaam jis kaa hai me.araaj 'haafiz'-o-'KHayyaam'
yahii vo 'aKHtar'-e-KHaana-KHaraab hai saaqii
Akhtar Shirani
Ghazal
Pradeep Tiwari Deep
Ghazal
aaGosh me.n aur vaqt ke baaqii hai.n suKHanvar
'Gaalib' bhii ka.ii 'miir' bhii 'KHayyaam' bahut hai.n
Chand Akbarabadi
Ghazal
Sirajuddin Zafar
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
sarshaar huu.n chhalakte hu.e jaam kii qasam
mast-e-sharaab-e-shauq huu.n KHayyaam kii qasam
Akhtar Ansari
Ghazal
Sirajuddin Zafar
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
ai mast-e-mai-shauq sambhaal apne subuu ko
duniyaa hai ye KHum-KHaana-e-KHayyaam nahii.n hai