SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ाना-ब-दोश"
Ghazal MATCHES FOR "ख़ाना-ब-दोश"
Ghazal
Mohammad Owais Malik
Ghazal
KHaana-ba-dosh rahne kii aadat nahii.n ga.ii
insaa.n ke dil se KHvaahish-e-hijrat nahii.n ga.ii
Sufia Anjum Taj
Ghazal
paalkii bhii mujhe KHudaa ne dii
tuu bhii 'taabaa.n' rahaa mai.n KHaana-ba-dosh
Taban Abdul Hai
Ghazal
phir rahaa huu.n azal se KHaana-ba-dosh
kis baguule kii intihaa huu.n mai.n
Inder Sauroop Datt Nadan
Ghazal
tumhe.n pataa nahii.n KHaana-ba-dosh ummiido?
nayaa ilaaqa sar-e-jaa.n basaa diyaa gayaa hai
Aziz Nabeel
Ghazal
kahaa.n hai.n ab vo musaafir-navaaz bahutere
uThaa ke le ga.e KHaana-ba-dosh Dere tak
Anwar Shuoor
Ghazal
KHaana-ba-dosh ruuh to khanDar me.n qaid hai
TuuTe hu.e makaan bahut vaqt ho gayaa
Dakhlan Bhopali
Ghazal
nasiib kaise sa.nvaare.nge ham se KHaana-ba-dosh
jinho.n ne baal bhii apne kabhii sa.nvaare nahii.n
Farrukh Adeel
Ghazal
KHaana-ba-dosh chhorii taktii hai chorii chorii
us kaa to aa.ina hai kore gha.De kaa paanii
Aslam Kolsarii
Ghazal
ba.Daa gumaan hai KHaana-ba-dosh logo.n ko
makaan vaalo.n kaa da.avaa hai sar-panaahii kaa
Shakeel Azmi
Ghazal
tamaam 'umr bhaTaktaa rahaa mai.n KHaana-ba-dosh
KHariid bhii na sakaa ik makaan qisto.n me.n
Faryad Aazar
Ghazal
mai.n ek aisaa hii KHaana-ba-dosh huu.n 'saaqib'
jo apne haath se apnaa makaan khii.nchtaa hai