SEARCH RESULTS
Showing search results for "गज़क"
Ghazal MATCHES FOR "गज़क"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kha.Dii mast a.nchal mast Dhalii mast o.Dhii mast
gazak mast nuqal mast bachan mast parii mast
Quli Qutub Shah
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil lagaane kaa mazaa hai ki gazak me.n us ke
sab kabaabo.n se namak dil pe sivaa lagtaa hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
diida-e-yaar kahe.n kyaa use kaif-e-mai me.n
bhuun kar roz gazak karte hai.n baadaam ko ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
saaqiyaa jaam pilaa siiKH se utraa hai kabaab
der achchhii nahii.n ab lutf-e-gazak jaataa hai
Habeeb Moosavi
Ghazal
baGair yaar gavaaraa nahii.n kabaab sharaab
gazak hai daaG mujhe aur KHuun-e-naab sharaab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ai sharaabii gazak to kartaa hai
kuchh to kar dil me.n aur kabaab me.n farq