SEARCH RESULTS
Showing search results for "गर्द-बाद"
Ghazal MATCHES FOR "गर्द-बाद"
Ghazal
ai gard-baad tarf-e-chaman Tuk guzaar kar
bulbul ke par pa.De hai.n gulo.n par nisaar kar
Meer Hasan
Ghazal
bante rahe hai.n dil me.n ajab gard-baad se
ra.ngo.n ko aazmaa na sake e'timaad se
Sajjad Babar
Ghazal
gard-baad afsos kaa jangal se hai paidaa hanuuz
haat miltaa maatam-e-majnuu.n se hai sahraa hanuuz
Wali Uzlat
Ghazal
ye gard-baad-e-tamanaa me.n ghuumte hu.e din
kahaa.n pe jaa ke ruke.nge ye bhaagte hu.e din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Shama Zafar Mehdi
Ghazal
aasuuda kyuu.nke huu.n mai.n ki maanind-e-gard-baad
aavaargii tamaam hai merii sarisht me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
uThiyo samajh ke jaa se ki maanind-e-gard-baad
aavaargii se terii zamaane ko ishq hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
ek din barbaad hogaa jism misl-e-gard-baad
KHaak u.Daanaa khel baad-e-sabaa ke vaaste
Meer Kallu Arsh
Ghazal
damiida har shajar-e-gard-baad naKHl-e-junuu.n
hamaare chaak-e-garebaa.n se raah karne ko
Ahmad Javaid
Ghazal
maanind-e-gard-baad huu.n KHaana-ba-dosh mai.n
sahraa me.n huu.n magar miraa kaashaana saath hai
Nazm Tabatabai
Ghazal
kab talak sar-gashta rahiye din ko misl-e-gard-baad
raat ko juu.n sham.a jalne ko muhayyaa hojiye
Raza Azimabadi
Ghazal
KHaak bhii un kii hai shakl-e-sarv misl-e-gard-baad
is qadar aazaad ke jiite giraftaaro.n me.n the
Wali Uzlat
Ghazal
Himayat Ali Shayar
Ghazal
azaab saa hai dil-e-naa-muraad par kab se
kha.Daa huu.n mai.n ravish-e-gard-baad par kab se