SEARCH RESULTS
Showing search results for "गिला-ए-मआमलत-ए-अक़रिबा"
Ghazal MATCHES FOR "गिला-ए-मआमलत-ए-अक़रिबा"
Ghazal
dekhiye jaur-e-musalsal pe mire zabt kii taab
lab pe shikva ho gila ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Gaaliban hotaa mujhe bhii ghar ke girne kaa gila
raahgiiro.n kaa agar ye raasta hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
qabr tak pahuu.nchaa ga.e saare aziiz-o-aqribaa
aage aage phir rafiiq-e-raah tanhaa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
gila-e-jaur nahii.n shikva-e-bedaad nahii.n
ham giraftaar-e-balaa KHuugar-e-fariyaad nahii.n
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
bejaa hai rah-e-ishq me.n ai dil gila-e-paa
ye aur hii manzil hai nahii.n marhala-e-paa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
jinhe.n KHabar thii ki shart-e-navaa-garii kyaa hai
vo KHush-navaa gila-e-qaid-o-band kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
saaya-e-murG-e-pariida hai ki ye abr-e-bahaar
gila-e-marhamat-e-aah-e-tapaa.n hai ki jo thaa
Jafar Tahir
Ghazal
KHudaa se kyaa gila-e-jaur-e-zindagii kiijiye
guzaarnii thii gha.Dii do gha.Dii guzaar aa.e
Haqqi Hazeen
Ghazal
kis ko nahii.n kotaahii-e-qismat kii shikaayat
kis ko gila-e-gardish-e-ayyaam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
hai daur-e-jahaa.n me.n mujhe sab shikva tujhii se
kyuu.n kuchh gila-e-gardish-e-ayyaam karuu.n mai.n