SEARCH RESULTS
Showing search results for "चुरा"
Ghazal MATCHES FOR "चुरा"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
churaa ke KHvaab vo aa.nkho.n ko rehn rakhtaa hai
aur us ke sar ko.ii ilzaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
rag rag me.n is tarah vo samaa kar chale ga.e
jaise mujhii ko mujh se churaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
tab ham dono.n vaqt churaa kar laate the
ab milte hai.n jab bhii fursat hotii hai
Javed Akhtar
Ghazal
Dar hai ko.ii churaa na le mujh se kabhii mujhe
pahre lagaa rahaa huu.n mai.n apne vajuud par
Jahangeer nayab
Ghazal
anmol motii pyaar ke duniyaa churaa kar le ga.ii
dil kii havelii kaa ko.ii darvaaza thaa TuuTaa hu.aa
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
haqaa.eq se churaa kar aa.nkh apnii
mai.n kin saayo.n ke piichhe bhaagtaa huu.n
Jahangeer nayab
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
laal o gauhar ke KHazaane hai.n ye saare aa.nsuu
ko.ii aa.nkho.n se churaa le na tumhaare aa.nsuu