SEARCH RESULTS
Showing search results for "जगमग"
Ghazal MATCHES FOR "जगमग"
Ghazal
nazar lage naa apnii jagmag duniyaa ko
karte rahte hai.n nigaraanii ham dono.n
Madan Mohan Danish
Ghazal
chaa.nd sitaare us ko dekh ke jalte hai.n
vo jagmag saa shiish-mahal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
jagmag jagmag duniyaa kaa mela jhuuTaa
sachchaa sonaa sachchii chaa.ndii ham dono.n
Bashir Badr
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
itnii pyaarii ha.nsii tumhaarii shahzaadii
saare ghar ko jagmag kartii shahzaadii
Muntazir Firozabadi
Ghazal
Sardar Saleem
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
tere KHayaal se KHud ko sochaa jagmag diip jale
terii aa.nkh se KHud ko dekhaa aur muskaa.ii shaam
Sara Khan
Ghazal
Amjad Shahzad
Ghazal
kachchii umr me.n aur saavan me.n kaise baaz aa.e.n
aa.nkhe.n jagmag karne se aa.nchal lahraane se
Hasan Akbar Kamal
Ghazal
jag biite jab jagmag ye dil us kii jot se thaa
ab jo vo suurat phir yaad aa.ii kaisii lagtii hai