SEARCH RESULTS
Showing search results for "जगा"
Ghazal MATCHES FOR "जगा"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jab tujhe yaad kar liyaa sub.h mahak mahak uThii
jab tiraa Gam jagaa liyaa raat machal machal ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.n
mujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
is tarah so.e hai.n sar rakh ke mire zaanuu par
apnii so.ii hu.ii qismat ko jagaa bhii na sakuu.n
Ameer Minai
Ghazal
tere KHiraam-e-naaz se aaj vahaa.n chaman khile
fasle.n bahaar kii jahaa.n KHaak u.Daa ke rah ga.ii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
us ek dasht me.n sau shahr ho ga.e aabaad
jahaa.n kisii ne kabhii kaarvaa.n luTaayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.nkho.n me.n bas ke dil me.n samaa kar chale ga.e
KHvaabiida zindagii thii jagaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ko.ii ye luuT to dekhe ki us ne jab chaahaa
tamaam hastii-e-dil ko jagaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
saKHt bedard hai taasiir-e-mohabbat ki unhe.n
bistar-e-naaz pe sote se jagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ik umr ke dukh paa.e sote hai.n faraaGat se
ai GalGala-e-mahshar ham ko na jagaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
kah ke soyaa huu.n ye apne iztiraab-e-shauq se
jab vo aa.e.n qabr par fauran jagaa denaa mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mai.n so rahaa thaa kisii yaad ke shabistaa.n me.n
jagaa ke chho.D ga.e qaafile sahar ke mujhe
Nasir Kazmi
Ghazal
so ga.e ik ek kar ke KHaana-e-dil ke charaaG
in charaaGo.n ko jagaa de zindagii ai zindagii!