SEARCH RESULTS
Showing search results for "जदीद"
Ghazal MATCHES FOR "जदीद"
Ghazal
Waheed Akhtar
Ghazal
qadiim se haTe to ham jadiid me.n ulajh ga.e
nikal ke gardish-e-falak se mausamo.n ke jaal me.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
saaqii ke kaif-e-baada-e-paariina kii qasam
science ke jadiid KHazaane me.n kuchh nahii.n
Nushur Wahidi
Ghazal
fareb-e-mashriq-o-maGrib hai.n rahravaan-e-jadiid
ye bad-nasiib na aaqil hu.e na diivaane
Nushur Wahidi
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
be-mai-o-ra.ng hai kaashaana-e-tahziib-e-jadiid
kuchh pas-e-parda nahii.n parda-e-dar baaqii hai
Nushur Wahidi
Ghazal
jadiid ahd ke maqruuz hai.n mire bachche
mire KHudaa unhe.n apnii amaan me.n rakhnaa
Mahboob Zafar
Ghazal
qadiim kar ga.ii KHvaahish jadiid hone kii
kise KHabar thii yahaa.n tak vo daa.era hogaa
Sagheer Malal
Ghazal
faqat samajhne ke andaaz hai.n qadiim o jadiid
fasaana-go ke to lab par vahii kahaanii hai
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
kyuu.n sar khapaa rahe ho mazaamii.n kii khoj me.n
kar lo jadiid shaa.erii lafzo.n ko jo.D kar
Mohammad Alvi
Ghazal
fareb-e-mashriq-o-maGrib hai.n rahravaan-e-jadiid
ye bad-nasiib na aaqil hu.e na diivaane
Nushur Wahidi
Ghazal
kyaa kyaa muGaalate diye daur-e-jadiid ne
nafrat ko pyaar pyaar ko nafrat banaa diyaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
jadiid ahd me.n ulTaa hai irtiqaa kaa safar
ajab nahii.n hai phir insaan jaanvar ban jaa.e
Akhtar Usman
Ghazal
jadiid lahja ye andaaz kis liye 'bekal'
tujhe to husn-e-rivaayat se inhiraaf na thaa
Bekal Utsahi
Ghazal
jadiid rang se maddham hu.aa na ra.ng-e-kuhan
qadiim rang me.n vo rang bhar ga.e ham bhii
Kausar Siwani
Ghazal
qadiim naslo.n ke ghar nahuusat kaa devtaa thaa
jadiid naslo.n ke zard kamro.n me.n rah chukaa huu.n
Imran Rahib
Ghazal
ye jitnii tezii se daur-e-jadiid aa rahaa hai
havaa ke haath me.n bhii ek din diyaa hogaa