SEARCH RESULTS
Showing search results for "जलना"
Ghazal MATCHES FOR "जलना"
Ghazal
KHud-numaa.ii to nahii.n sheva-e-arbaab-e-vafaa
jin ko jalnaa ho vo aaraam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
Garaz ki puuchhte kyaa ho ma.aal-e-soKHtagaa.n
tamaam jalnaa jalaanaa fasaana ho gayaa hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
vo sar-phirii havaa thii sambhalnaa pa.Daa mujhe
mai.n aaKHirii charaaG thaa jalnaa pa.Daa mujhe
Ameer Qazalbash
Ghazal
tirii umiid pe shaayad na ab khare utre.n
ham itnii baar bujhe hai.n ki jalnaa bhuul ga.e
Haseeb Soz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
raat-bhar KHvaab me.n jalnaa bhii ik biimaarii hai
ishq kii aag se bachne me.n samajhdaarii hai
Amit Sharma Meet
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Mumtaz Mirza
Ghazal
nahii.n jaltaa to utartaa nahii.n qarz-e-zulmat
jalnaa chaahuu.n to mujhe log bujhaane lag jaa.e.n
Bedil Haidri
Ghazal
sho.ala-e-ishq me.n dekhe ko.ii jalnaa dil kaa
sham.a ke bhes me.n parvaana nazar aataa hai
Purnam Allahabadi
Ghazal
jal-maraa aag mohabbat kii ise kahte hai.n
jalnaa dekhaa na gayaa sham.a kaa parvaane se