SEARCH RESULTS
Showing search results for "जश्न-ए-चराग़ाँ"
Ghazal MATCHES FOR "जश्न-ए-चराग़ाँ"
Ghazal
faiz-e-bahaar-o-jashn-e-charaaGaa.n ke baavajuud
kuchh raaste hai.n ab bhii a.ndheraa liye hu.e
Nihal Rizvi Lucknowi
Ghazal
mumkin hai daur-e-jashn-e-charaaGaa.n ho jab yahaa.n
vo tiirgii ba.Dhe ki sahiife jalaa.e.n ham
Ahmad Shahryar
Ghazal
havaa.e.n ruKH to badalne lagii hai.n ai 'Gausii'
shabaab-e-jashn-e-charaaGaa.n hai dekhiye kyaa ho
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
vo zulm shahr me.n hai ki andher hai ko.ii
vaabasta rasm-e-jashn-e-charaaGaa.n se kaun hai
Sabir Zafar
Ghazal
umiid-e-jashn-e-charaaGaa.n bhii chhin ga.ii ham se
kahii.n ke ham na rahe barq ko KHafaa kar ke
Johar Siddiqi
Ghazal
umiid-e-jashn-e-charaaGaa.n mataa.a-e-tiira-shabii
shu.uur us ko shikast-e-hunar ke baa'd aayaa
Shan Bharti
Ghazal
siyaasat ne jashn-e-charaaGaa.n ke badle
Gariibo.n kii bastii jalaa.ii bahut hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
bujhte hu.e charaaG farozaa.n kare.nge ham
tum aa.oge to jashn-e-charaaGaa.n kare.nge ham
Wasif Dehlvi
Ghazal
aasmaano.n se barastaa hai a.ndheraa kaisaa
apnii palko.n pe liye jashn-e-charaaGaa.n chaliye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
tiirgii me.n bhii rahaa jashn-e-charaaGaa.n kaa samaa.n
barq ke sho.ale farozaa.n rahe kaashaane me.n
Sudarshan Kumar Vuggal
Ghazal
shaam aa.ii ki phir bujhne lage chaa.nd sitaare
phir maa.nd hu.ii jashn-e-charaaGaa.n kii tavaqqo
Amit Goswami
Ghazal
raat ko jashn-e-charaaGaa.n me.n magar parvaane
din guzaare.nge to hangaama-e-shab dekhe.nge
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
is jashn-e-charaaGaa.n se to behtar the a.ndhere
in jhuuTe charaaGo.n ko bujhaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
phir kisii jashn-e-charaaGaa.n kaa gumaa.n hai shaayad
aaj har samt se pur-soKHta parvaane chale
Ahmad Rahi
Ghazal
shab-bhar mirii palko.n me.n damakte rahe taare
kal raat yahaa.n jashn-e-charaaGaa.n to nahii.n thaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
mahsuus ye hu.aa ki jale ham tamaam shab
dekhaa hai yuu.n bhii jashn-e-charaaGaa.n kabhii kabhii