SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़मीर-ए-वजूद"
Ghazal MATCHES FOR "ज़मीर-ए-वजूद"
Ghazal
jis se gudaaz-o-garm zamiir-e-vajuud hai
ham siina-e-hayaat kii vo aah-e-sard hai.n
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
Zameer Ahmad Zameer
Ghazal
Zameer Yusuf
Ghazal
ye ittifaaq bhii ik inhiraaf hai goyaa
miraa 'zamiir' abhii tak mirii panaah me.n hai
Zameer Kazmi
Ghazal
lab ke tamaam harf hu.e be-asar 'zamiir'
haalaat-e-zindagii ke du.aa ke KHilaaf hai.n
Zameer Kazmi
Ghazal
meraa chehra jaisaa thaa vaisaa dikhaayaa ai 'zamiir'
sab yaqiin aa.iina-e-be-baak par hai.n aaj bhii
Zameer Atraulvi
Ghazal
talaash kartii hai duniyaa jise ba-naam-e-'zamiir'
vo naGma ban ke sadaa-e-jaras me.n rahtaa hai
Zameer Kazmi
Ghazal
bahut Guruur thaa pairaak hone kaa jin ko
unhe.n 'zamiir' shikaar-e-naha.ng honaa pa.Daa
Zameer Atraulvi
Ghazal
umr to saarii gharo.ndo.n hii me.n guzrii hai 'zamiir'
aaKHirii baar ye ik ret kaa ghar aur sahii
Zameer Kazmi
Ghazal
Khwaja Zameer
Ghazal
zindagii vaqf-e-KHayaal-e-dost hai apnii 'zamiir'
ab kisii goshe me.n ehsaas-e-anaa miltaa nahii.n
Khwaja Zameer
Ghazal
kyaa nazr karuu.n gardish-e-dauraa.n ko 'zamiir' aaj
jiine kii tamanna bhii mire paas nahii.n hai
Khwaja Zameer
Ghazal
ko.ii dard-e-dil meraa aaj tak nahii.n samjhaa
ai 'zamiir' kaam aatii kaash shaa.erii apnii
Khwaja Zameer
Ghazal
ye kaa.enaat tilismaat-e-hast-o-buud sahii
vajuud rakhtaa hai har zarra diida-var ke liye
Khwaja Zameer
Ghazal
ziinat luGat kii harf-e-haqiiqat hai ai 'zamiir'
baatil kaa har fareb-e-hasii.n khaa rahe hai.n ham
Khwaja Zameer
Ghazal
puuchho to ‘zamiir’-e-jigar-afgaar kahaa.n hai
jis din se gayaa vo na phir us kii KHabar aa.ii
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
'fazaa' hame.n to hai kaafii yahii KHumaar-e-vajuud
hai be-sharaab bhii haasil nasha bahut gahraa