SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़िंदगी-ए-क़फ़स"
Ghazal MATCHES FOR "ज़िंदगी-ए-क़फ़स"
Ghazal
dil kaa qaraar chhiin liyaa kis kii yaad ne
ye zindagii-e-hijr musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tere dam se thii bahaar-e-zindagii jaan-e-bahaar
zindagii baar-e-garaa.n hai ab tire jaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
KHushii se zindagii-e-Gam guzaarne vaalo
KHizaa.n tumhaare hii dam se bahaar guzrii hai
A. D. Azhar
Ghazal
zindagii naGma-e-be-saaz-o-navaa thii pahle
aaj tak KHair se ai dard-e-nihaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
zindagii apnii nazar aane lagii sirf saraab
kabhii guzre jo dil-e-zaar ke viiraane se
A G Josh
Ghazal
tanhaa jiye to KHaak jiye lutf kyaa liyaa
ai KHizr ye to zindagii me.n zindagii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
qarz kii shakl me.n har saa.ns adaa hotii hai
zindagii hai ye ko.ii KHvaab divaane kaa nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
qabza uThaa.egii na dil-e-rozgaar se
jab tak na zindagii kaa kare iKHtitaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
rangii.n-adaa-e-dahr kii gardan maro.D do
naasuur-e-zindagii hai to zaKHmo.n ko pho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
aasaa.n nahii.n hai maa'raka-e-zindagii 'shakiil'
dastaar bhii sa.nbhaalnii pa.Dtii hai sar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ko.ii bharosa nahii.n kab ye daaG de jaa.e
havaa kii zad pe musalsal hai zindagii kaa charaaG
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
maanaa ye zindagii hai farebo.n kaa silsila
dekho kisii fareb ke jauhar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
hu.aa na ye bhii saliiqe se zindagii karte
har ek saa.ns ko naakaam koshishe.n likhnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
samo na taaro.n me.n mujh ko ki huu.n vo sail-e-navaa
jo zindagii ke lab-e-mo'tabar se niklegaa