SEARCH RESULTS
Showing search results for "जिबिल्लतों"
Ghazal MATCHES FOR "जिबिल्लतों"
Ghazal
jibillato.n kaa KHuun khaulne lagaa zamiin par
to ahd-e-irtiqaa KHalaa ke paar le ke chal diye
Yaqoob Yawar
Ghazal
jibillato.n kaa taqaazaa ki tujh ko pahne.n ham
magar vo zaKHm-e-tamannaa haraa na ho jaa.e
Sajid Hameed
Ghazal
uryaa.n zamaana-giir sharar-guu.n jibillate.n
kuchh thaa to ek barg-e-dil un kaa libaas thaa
Majeed Amjad
Ghazal
Shahbaz Nayyar
Ghazal
haadsa ye hai ki saarii zillato.n ke baavajuud
rafta rafta zaKHm suu-e-indimaal aa jaa.egaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
Kausar Siddiqi
Ghazal
Khalida Uzma
Ghazal
KHabar bhii hai aadam se jannat chhuTTii kyuu.n
KHilaaf-e-jibillat thaa be-kaar rahnaa
Ismail Merathi
Ghazal
'umar' bataanaa hai naslo.n ko zillato.n kaa sabab
tuu apnii bazm ke chang-o-rabaab detaa jaa
Umar Quraishi
Ghazal
havaa-e-tund se la.Dnaa mirii jibillat hai
Dubo hii de na mujhe ye mirii u.Daan kahii.n
Asif Shafi
Ghazal
dar-parda kis davaa se jibillat badal ga.ii
bachche ba.De hu.e to zaruurat badal ga.ii
Rafeeq Anjum
Ghazal
falak shu.uur pe Gaalib zamii.n jibillat par
KHalaa sameTe hu.e hai.n dil-o-dimaaG mire
Ali Shiran
Ghazal
bas jibillat se hii lagtaa huu.n darinda jaise
rizq kartaa huu.n ikaTThaa mai.n parinda jaise
Nadeem Asghar
Ghazal
quyuud-e-aagahii se jab sahm ga.ii.n jibillate.n
nazar ke gird rang kaa hisaar kar liyaa gayaa
Iffat abbas
Ghazal
chaman ko mausam-e-gul aa ke taazgii degaa
charaaG kii ye jibillat hai raushnii degaa
Ishtiyaq Danish
Ghazal
kisii ke lutf-e-kam ko der lagtii hai sivaa hote
chaTakne tak to har gul kii jibillat infi.aalii hai
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
zabuun-o-KHvaar hu.ii hai mirii jibillat bhii
mire nasiib-o-viraasat me.n se imaamat bhii