SEARCH RESULTS
Showing search results for "जियान"
Ghazal MATCHES FOR "जियान"
Ghazal
mar kar bhii haath aave to 'miir' muft hai vo
jii ke ziyaan ko bhii ham suud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
navaa-e-murG ko kahte hai.n ab ziyaan-e-chaman
khile na phuul ise intizaam kahte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa kyaa ziyaan 'miir' ne khii.nche hai.n 'ishq me.n
dil haath se diyaa hai judaa sar judaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ziyaa andar ziyaa tanviir dar tanviir zau dar zau
ko.ii aaKHir kahaa.n tak raaz-haa-e-zindagii
Ehsan Danish
Ghazal
aa.nkho.n kii baat-chiit me.n pa.Dnaa ye soch kar
nazro.n ke len-den me.n dil kaa ziyaan hai
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
na kii kabhii bhii fikr mai.n ne suud kii
kabhii bhii mai.n ziyaan me.n nahii.n rahaa
Aqeel Shadab
Ghazal
havas hai sahl magar is qadar bhii sahl nahii.n
ziyaan-e-dil to hai gar jaan kaa KHasaaraa nahii.n
Gopal Mittal
Ghazal
Iqbal Kausar
Ghazal
'ehraam' zindagii kaa bharosa nahii.n ko.ii
kuchh to ziyaan-o-suud se aage kii baat kar
Shabbeer Ehram
Ghazal
phiraa ke diida-e-tapaa.n me.n mom ke mujassame
kahaa.n kahaa.n karegii diid kaa ziyaan aarzuu
Mohammad Aazam
Ghazal
shikva be-faa.eda kartaa hai kisii kaa hamdam
thaa muqaddar me.n likhaa yuu.n hii ziyaan-e-dehlii
Syed Mehdi Hussain Mehdi
Ghazal
na taab nuur-e-tajallii kii laa sakaa muusaa
faroG-e-husn hu.aa baa.is-e-ziyaan-e-nigaah
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
rindaan-e-mai-kada bhii hu.e maslahat-shanaas
ab ban gayaa hai mai-kada bazm-e-ziyaan-o-suud
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
ye sab suruud-e-KHvaab hai ye nafaa kyaa ziyaan kyaa
kamaal kyaa zavaal kyaa yaqiin kyaa gumaan kyaa