SEARCH RESULTS
Showing search results for "जीतती"
Ghazal MATCHES FOR "जीतती"
Ghazal
KHud apne saamne DaT jaatii hai.n jo shaKHsiyate.n
vo jiit.tii hai.n kisii se na haaraa kartii hai.n
Shehpar Rasool
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
jo pyaar ham ne kiyaa thaa vo kaarobaar na thaa
na tum ne jiitii ye baazii na mai.n ne haarii thii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ye sard-mehr ujaalaa ye jiitii-jaagtii raat
tire KHayaal se tasviir-e-maah jaltii hai
Mahboob Khizan
Ghazal
saraasar nafaa thaa lekin KHasaara jaa rahaa hai
to kyaa jiitii hu.ii baazii ko haaraa jaa rahaa hai
Saleem Kausar
Ghazal
Tarkash Pradeep
Ghazal
zamiin jiitii hai yaa sarzamiin-e-dil us ne
savaal tishna rahaa jashn-e-fat.h-o-nusrat me.n
Pirzada Qasim
Ghazal
hame.n to apne usuulo.n kii ja.ng jiitnii hai
kise Garaz, jo ko.ii fat.h ke sile hu.e bhii
Irfan Sattar
Ghazal
mai.n ne jiitii ye baazii, hai raat gavaah
thak kar palTaa chaudhvii.n shab, phir haaraa chaa.nd
Nikhat Yasmeen Gul
Ghazal
luTaa diyaa jinhe.n jiitii hu.ii raqam kii tarah
vo din palaT to na aa.e.nge haath milne se
Muzaffar Warsi
Ghazal
KHairaat me.n de aayaa huu.n jiitii hu.ii baazii
duniyaa ye samajhtii hai ki mai.n haar gayaa huu.n
Ishaq Virdag
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
bahut se sher sunaa.e hai.n gungunaa ke magar
ye ja.ng jiitii nahii.n jaa rahii taraano.n se