SEARCH RESULTS
Showing search results for "झिजक"
Ghazal MATCHES FOR "झिजक"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
shariik-e-sharm-o-hayaa kuchh hai bad-gumaanii-e-husn
nazar uThaa ye jhijak sii nikal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
unhe.n shikaayat-e-be-rabtii-e-suKHan thii magar
jhijak rahaa thaa mai.n iz.haar-e-mudda.aa karte
Anwar Masood
Ghazal
qatl karne kaa iraada hai magar sochtaa huu.n
tuu agar aa.e to haatho.n me.n jhijak paidaa ho
Saqi Faruqi
Ghazal
kyuu.n jhapak jaatii hai rah rah ke tirii barq-e-nigaah
ye jhijak kis liye ik kushta-e-diidaar to hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Rizwanur Raza Rizwan
Ghazal
agarche zehn ke kashkol se chhalak rahe the
KHayaal sher me.n Dhalte hu.e jhijak rahe the
Aziz Nabeel
Ghazal
abhii to pahle paro.n kaa bhii qarz hai mujh par
jhijak rahaa huu.n na.e par nikaaltaa hu.aa mai.n
Shahid Zaki
Ghazal
vo baar baar meraa lipaTnaa shab-e-visaal
un kaa jhijak ke kahnaa ko.ii dekhtaa na ho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
jhijak kar aa.iine me.n aks se apne vo kahte hai.n
yahaa.n bhii aa ga.e suurat paraa.ii dekhne vaale
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
Raj Kumar Qais
Ghazal
Sabir
Ghazal
us shahr kii jaanib mire paa.nv nahii.n uThte
is dil se vahii duur karegaa ye jhijak bhii