SEARCH RESULTS
Showing search results for "टहनी"
Ghazal MATCHES FOR "टहनी"
Ghazal
aa.nkh se aa.nsuu nikal jaa.e.nge aur Tahnii se phuul
vaqt badlegaa to sab qaidii rihaa ho jaa.e.nge
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shaa.erii hai sarmaayaa KHush-nasiib logo.n kaa
baa.ns kii har ik Tahnii baa.nsurii nahii.n hotii
Hastimal Hasti
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
sahraa kii buud-o-baash hai achchhii na kyuu.n lage
suukhii hu.ii gulaab kii Tahnii gilaas me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
suukhii Tahnii tanhaa chi.Diyaa phiikaa chaa.nd
aa.nkho.n ke sahraa me.n ek namii kaa chaa.nd
Javed Akhtar
Ghazal
gulaab Tahnii se TuuTaa zamiin par na giraa
karishme tez havaa ke samajh se baahar hai.n
Shahryar
Ghazal
naaz-e-chaman vahii hai bulbul se go KHizaa.n hai
Tahnii jo zard bhii hai so shaaKH-e-za.afaraa.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
phuul muskaate hai.n lahraatii hai Tahnii Tahnii
fasl-e-gul aate hii har shai pe jamaal aataa hai
Charkh Chinioti
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sitam-o-zulm kii Tahnii bhii nahii.n phal saktii
aap ne baaG lagaayaa hai to phal jaa.egaa