SEARCH RESULTS
Showing search results for "ठोक"
Ghazal MATCHES FOR "ठोक"
Ghazal
ai junuu.n ustaad bas KHam Tho.nk kar aa jaa.iye
haa.n KHaliifa ham bhii dekhe.n pahalvaanii aap kii
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
KHam Tho.nk ke kartaa hai ye ab beach bulaa ke
is tarah ke tarraar kaa bal jaa.e to achchhaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
ai dil ab ishq kii lai-go.ii aur chaugaan me.n aa
be-KHatar Thok ke KHam ja.ng ke saamaan me.n aa
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
chaukhaT pe Tho.nk dii hai bataur-e-nazar-guzar
saahab hai.n mo'taqid ba.De gho.De kii naal ke
Shafaq Sopori
Ghazal
kyaa husn ne samjhaa hai kyaa ishq ne jaanaa hai
ham KHaak-nashiino.n kii Thokar me.n zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
haa.n Thiik hai mai.n apnii anaa kaa mariiz huu.n
aaKHir mire mizaaj me.n kyuu.n daKHl de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
zindagii hai ik safar aur zindagii kii raah me.n
zindagii bhii aa.e to Thokar lagaanii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
ye Thiik hai nahii.n martaa ko.ii judaa.ii me.n
KHudaa kisii ko kisii se magar judaa na kare
Qateel Shifai
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
pyaar ke is nashsha ko ko.ii kyaa samjhe
Thokar me.n jab saaraa zamaana lagtaa hai