SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढके"
Ghazal MATCHES FOR "ढके"
Ghazal
un ke andar pak rahaa hai vaqt kaa aatish-fishaa.n
jin pahaa.Do.n ko Dhake hai.n barf jaisii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
'shakeb' jis ko shikaayat hai khul ke baat kare
Dhake-chhupe se ishaare mujhe qubuul nahii.n
Shakeb Jalali
Ghazal
sa.ng-baarii yuu.n to ham par bhii hu.ii
ham Dhake haatho.n se sar chalte rahe
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
Dhake chhupe kaa qaa.el na to mai.n na vo
ham ne ik-duuje par KHud ko khol diyaa hai
Shamim Abbas
Ghazal
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
phuulo.n se Dhake raaste hamvaar bahut hai.n
aazaar musaafir hai.n magar paa.nv ke chhaale
Syed Arif
Ghazal
aib dahliiz pe daulat kii Dhake hote hai.n
muflisii aatii hai to parde masak jaate hai.n
Ghazala Tabassum
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
duniyaa bhar kii yaade.n ham se milne aatii hai.n
shaam Dhale is suune ghar me.n mela lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
surKH phuulo.n se mahak uThtii hai.n dil kii raahe.n
din Dhale yuu.n tirii aavaaz bulaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
mujh se bichha.D kar hogaa samundar bhii bechain
raat Dhale to kartaa hogaa shor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
kabhii to shaam Dhale apne ghar ga.e hote
kisii kii aa.nkh me.n rah kar sa.nvar ga.e hote
Bashir Badr
Ghazal
suuraj to merii aa.nkh se aage kii chiiz hai
mai.n chaahtaa huu.n shaam Dhale aur diyaa jale