SEARCH RESULTS
Showing search results for "ढल"
Ghazal MATCHES FOR "ढल"
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har ek lahza yahii aarzuu yahii hasrat
jo aag dil me.n hai vo sher me.n bhii Dhal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
mai.n badalte hu.e haalaat me.n Dhal jaataa huu.n
dekhne vaale adaakaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
josh-e-junuu.n me.n dard kii tuGyaaniyo.n ke saath
ashko.n me.n Dhal ga.ii tirii suurat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
mere dil kii dha.Dkano.n me.n Dhal ga.ii.n
chuu.Diyaa.n mausiiqiyaa.n shahnaa.iyaa.n
Kaif Bhopali
Ghazal
itnii aasaanii se miltii nahii.n fan kii daulat
Dhal ga.ii umr to Gazlo.n pe javaanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Gam se bahal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hai.n
dard me.n Dhal rahe hai.n aap aap bahut ajiib hai.n
Pirzada Qasim
Ghazal
mazaaq achchhaa rahegaa ye chaa.nd-taaro.n se
mai.n aaj shaam se pahle hii Dhal ke dekhuu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
tujhii pe KHatm hai jaanaa.n mire zavaal kii raat
tuu ab tuluu bhii ho jaa ki Dhal rahaa huu.n mai.n