SEARCH RESULTS
Showing search results for "तख़्त-ओ-ताज"
Ghazal MATCHES FOR "तख़्त-ओ-ताज"
Ghazal
Samad Raza
Ghazal
na taKHt-o-taaj na daulat kaa tazkira pa.Dh kar
javaa.n hu.aa mai.n mohabbat kaa qaa.eda pa.Dh kar
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
taKHt-o-taaj aur na kuchh maal-o-zar chaahiye
mujh ko to sirf us kii KHabar chaahiye
dagh Niyazi
Ghazal
na taKHt-o-taaj me.n ne lashkar-o-sipaah me.n hai
jo baat mard-e-qalandar kii baargaah me.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
qaabil-e-rahm hai.n vo insaa.n jo
KHvaahish-e-taKHt-o-taaj rakhte hai.n
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
aur sab kuchh baad me.n ai saahibaan-e-taKHt-o-taaj
sab se pahle mulk me.n amn-o-amaa.n paidaa karo
Shahid Najibabadi
Ghazal
aur sab kuchh baad me.n ai saahibaan-e-taKHt-o-taaj
sab se pahle mulk me.n amn-o-amaa.n paidaa karo
Shahid Najibabadi
Ghazal
jo taKHt-o-taaj pe tanqiid karte phirte hai.n
ye saare log hai.n darbaar se nikaale hu.e
Tariq Qamar
Ghazal
duniyaa ke taKHt-o-taaj 'razaa' Thokaro.n pe hai.n
kyaa chiiz apnaa ThaaTh faqiiraana ban gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tere ye taKHt-o-taaj na kuchh kaam aa.e.nge
himmat se merii jab tiraa Takraa.egaa sitam
Javed Qamer
Ghazal
taKHt-o-taaj maa.nge se kab kisii ko miltaa hai
dil kii baadshaahii me.n baKHshishe.n nahii.n hotii.n
Nuzhat Abbasi
Ghazal
hamaare saamne thaa taKHt-o-taaj kaa aalam
nazar hamaarii magar jaa ke daar par Thahrii