SEARCH RESULTS
Showing search results for "तफ़्सीर"
Ghazal MATCHES FOR "तफ़्सीर"
Ghazal
sach jahaa.n paa-basta mulzim ke kaTahre me.n mile
us adaalat me.n sunegaa adl kii tafsiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
dikhaa ke lamha-e-KHaalii kaa aks-e-laa-tafsiir
ye mujh me.n kaun hai mujh se faraar karte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
qasiida she'r musaddas rubaa.ii nazm Gazal
mahakte ho.nTo.n kii tafsiir hai bhalii se bhalii
Shahzad Qais
Ghazal
vo apne KHvaab kii tafsiir KHud na kar paayaa
jahaan bhar pe use aashkaar kyaa kartaa
Jawad Sheikh
Ghazal
jaane kis rang me.n tafsiir kare.n ahl-e-havas
mad.h-e-zulf-o-lab-o-ruKHsaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
chehre pe us ke ashk kii tahriir ban ga.ii
vo aa.nkh mere dard kii tafsiir ban ga.ii
Saleem Betab
Ghazal
tafsiir-e-do-aalam hai 'shakiil' apnaa taGazzul
maidaan-e-Gazal chho.D ke ham jaa nahii.n sakte
Shakeel Badayuni
Ghazal
nigaah o dil se ab tafsiir-o-sharh-e-aazruu hogii
zabaan o lab se tark-e-iltijaa karne kaa vaqt aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ha.nsne pe na majbuur karo log ha.nse.nge
haalaat kii tafsiir to chehre pe likhii hai
Habib Jalib
Ghazal
baaG-e-firdaus hai sarqa tire husn-e-ruKH kaa
aur tafsiir-e-qayaamat tirii a.ng.Daa.ii hai
Aalam Nizami
Ghazal
KHvaabo.n ne har qadam pe mujhe hausla diyaa
dekhii nahii.n hai tum ne kyaa taasiir KHvaab kii
Erum Zehra
Ghazal
khul gayaa mus.haf-e-ruKHsaar-e-butaan-e-maGrib
ho ga.e shaiKH bhii haazir na.ii tafsiir ke saath
Akbar Allahabadi
Ghazal
Iqbal Ashhar Quraishi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
hai apnii zindagii kii ye tafsiir-e-muKHtasar
Gam mustaqil milaa to KHushii aarizii milii
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
aap be-kaar ulajh baiThe hai.n taqdiir ke saath
pahle pa.Dhiye to zaraa sabr ko tafsiir ke saath