SEARCH RESULTS
Showing search results for "तमसील-ए-नुमायाँ"
Ghazal MATCHES FOR "तमसील-ए-नुमायाँ"
Ghazal
kohsaaro.n ke saro.n par baadalo.n kii pag.Diyaa.n
ek tamsiil-e-numaayaa.n aaya-e-tat.hiir kii
Hammad Niyazi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ek big.Dii hu.ii tamsiil hai.n saare chehre
ko.ii manzar nahii.n meyaar-e-nazar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tamsiil-e-jamaal-e-nigah-e-yaar to laa.o
mumkin ho javaab-e-lab-o-ruKHsaar to laa.o
Ehsas Muradabadi
Ghazal
na kar vazaahat-e-tamsiil-e-raqs-e-kaar-e-junuu.n
mujhe samajhnaa hai to be-misaal rahne de
Tasneem Abidi
Ghazal
rahaa jo KHvaab me.n tamsiil-e-aa.ina ban kar
mirii nazar se vo manzar guzarne vaalaa hai
Naushad Ashhar
Ghazal
Dhuu.nDhtii phirtii hai kirdaar ko tamsiil-e-gunah
rat-jage KHatm hu.e 'KHaalid'-e-shiiraaz ke saath
Khalid Shirazi
Ghazal
ko.ii bhii nuqta-e-KHat zindagii pe ban na sakaa
raqam kahii.n se ye tamsiil-e-dilrubaa kar dii
Jawed Ahmad
Ghazal
ai be-hisii-e-dil vo bhii karvaa.e muqaffal
un ho.nTo.n kii har baat to tamsiil-e-du.aa thii
Shams Khaalid
Ghazal
Faisal Fehmi
Ghazal
Sharm Lakhnavi
Ghazal
maut-o-hayaat hai tirii an-ban kaa falsafa
tamsiil ye bhii hai tire Dhab terii chaal kii
Saleem Waqif
Ghazal
tere mai-KHaane ke dam to.Dte aa.e.n saaqii
kisii taG.iir-e-numaayaa.n kii KHabar dete hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
ye bhii hai ek kaar-e-numaayaa.n 'hafiiz' kaa
kyaa saada-lauh kaise zamaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
zulf-e-daraaz se ye numaayaa.n hai Gaaliban
bhaaluu kii shakl kaa ko.ii insaa.n hai Gaaliban