SEARCH RESULTS
Showing search results for "तवक़्क़ुफ़"
Ghazal MATCHES FOR "तवक़्क़ुफ़"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
ba.Dii mushkil hai bante silsilo.n me.n ye tavaqquf
hamaare raabto.n kii be-sabaatii mas.ala hai
Umair Najmi
Ghazal
kyaa qahr hai vaqfa hai abhii aane me.n us ke
aur dam miraa jaane me.n tavaqquf nahii.n kartaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
itnii der aur tavaqquf ki ye aa.nkhe.n bujh jaa.e.n
kisii be-nuur KHaraabe me.n ujaale mujhe ko.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
shoKHii se kisii tarah se chain us ko nahii.n hai
aataa hai magar aa ke tavaqquf nahii.n kartaa
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
tere aane me.n tavaqquf jab hu.aa ai naama-bar
KHat unhe.n bechain ho kar ham ne likkhaa ek aur
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ik pal kaa tavaqquf bhii giraa.n-baar hai tujh par
aur ham ki thake-haare masaafat se gurezaa.n
Ahmad Kamran
Ghazal
mai.n chal rahaa huu.n musalsal binaa tavaqquf ke
mujhe ba-suurat-e-parkaar khii.nchtaa hai ko.ii
Shahid Kamal
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Ghazal
nigaah kard zi-qahr-o-itaab fitna-gare
ba-ii.n tavaqquf-e-andak havaas-o-hosh-e-rabuud
Nooh Narvi
Ghazal
KHat me.n kharii kharii bhii sunaa.ii hai.n kuchh unhe.n
matlab ye hai kare.n na tavaqquf javaab me.n
Sahir Siyalkoti
Ghazal
baad-e-sarsar se ko.ii aur tavaqqo' be-suud
us kii fitrat to charaaGo.n ko bujhaa denaa hai
Iqbal Azeem
Ghazal
shab-e-visaal me.n ik nuqta-e-tavaqquf huu.n
aur ik junuu.n hai use manzilo.n ko paane kaa
Tanveer Anjum
Ghazal
Khwaja Razi Haidar
Ghazal
ai girya pas-e-qaafila dil naam hai ik yaar
ye KHasta bhii nibh jaa.e jo yak dam ho tavaqquf