SEARCH RESULTS
Showing search results for "तस्वीर-ए-नज़अ"
Ghazal MATCHES FOR "तस्वीर-ए-नज़अ"
Ghazal
tasviir-e-naza.a dekhnaa chaaho to dekh lo
rah rah ke jhilmilaanaa charaaG-e-mazaar kaa
Yagana Changezi
Ghazal
dekhne vaale ye kahte hai.n kitaab-e-dahr me.n
tuu saraapaa husn kaa naqsha hai mai.n tasviir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai pesh-e-nazar shoKHi-e-tahriir kisii kii
kaaGaz pe utar aa.ii hai tasviir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hairaan huu.n mai.n suurat-e-aa.iina ai 'shakiil'
baiThaa hai saamne ko.ii tasviir kii tarah
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
kisii kii yaad ba-hangaam-e-naza.a kahtii hai
KHudaa ke vaaste aur intizaar tho.Daa saa
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a tabassum thaa mere ho.nTo.n par
yuu.n mere saamne aa.ii qazaa saliiqe se
Shan Bharti
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a vo aa.e qariib 'azkaa' ke
qazaa bhii lagne lagii us ko zindagii kii tarah
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
ye aarzuu rahii dil me.n hamaare taa-dam-e-naza.a
jo aataa yaar to kuchh us se guftuguu karte
Shuoor Bilgrami
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a nazar aa rahaa hai vo ma.abuud
jo ham ko yaad na aayaa bharii javaanii me.n
Majaz Jaipuri
Ghazal
ba-vaqt-e-naza.a 'qamar' aur lahad ke andar bhii
ho mere pesh-e-nazar buu-turaab kii suurat
Qamar Hilali
Ghazal
tasviir-e-zulf-o-aariz-e-gulfaam le gayaa
murGaan-e-quds ke liye gul-daam le gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
dam-e-naz.a yaarab mai.n dekhuu.n unhe.n
vo dekhe.n miraa dam nikalte hu.e
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
vo aa.e dam-e-naz.a kyaa kah sake.n
nahii.n ho.nT tak bhii hilaane ke qaabil