SEARCH RESULTS
Showing search results for "तस्वीर-ए-यार"
Ghazal MATCHES FOR "तस्वीर-ए-यार"
Ghazal
rakhtaa huu.n mai.n kafan me.n jo tasviir-e-yaar ko
matlab ye hai sajaa.uu.ngaa apne mazaar ko
Bismil Allahabadi
Ghazal
tasviir-e-ruu-e-yaar dikhaanaa basant kaa
aTkheliyo.n se dil ko lubhaanaa basant kaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
hai mere saamne tasviir-e-chashm-e-yaar hanuuz
mai.n pii rahaa huu.n mai-e-husn baar baar hanuuz
S. Nooruddin Anwar Bhopali
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
tasviir-e-yaar dil me.n 'jamiila' liye raho
ka.abe me.n jaa ke aashiq-e-naashaad kyaa kare
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
isii sabab se to khultii nahii.n hai aa.nkh mirii
phiraa hii kartii hai tasviir-e-yaar aa.nkho.n me.n
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
raat ko aa.nkho.n ke niiche phir ga.ii tasviir-e-yaar
vaah kyaa chamkaa sitaara diida-e-bedaar kaa
Qadr Bilgrami
Ghazal
KHaana-e-tasviir me.n aane ko hai tasviir-e-yaar
aa.ine me.n qad-e-aadam aaftaab aane ko hai
Fani Badayuni
Ghazal
vo sahar thaa ki rang bhii be-ra.ng the tamaam
tasviir-e-yaar ham se banaa.ii na jaa sakii
Amir Hamza Saqib
Ghazal
hind se us tak jo le jaa.e ko.ii tasviir-e-yaar
sharm se lailaa na dekhe phir arab me.n aa.ina
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
fankaar tuu agar hai to fan kaa dikhaa kamaal
tasviir-e-yaar taa-had-e-imkaa.n sajaa ke laa
Shafiq Dehlvi
Ghazal
rakhiye kyo.n tasviir-e-yaar aa.iina-e-dil se alag
naqsh-e-hairat kab hu.aa hai maah-e-kaamil se alag
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
miltaa nahii.n kahii.n dahan-e-yaar hai anaaj
faaqo.n se jism hai kamar-e-yaar aaj-kal