SEARCH RESULTS
Showing search results for "तादाद"
Ghazal MATCHES FOR "तादाद"
Ghazal
kyaa jaane.n tirii ummat kis haal ko pahu.nchegii
ba.Dhtii chalii jaatii hai ta.adaad imaamo.n kii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
gar anjum-e-falak se bhii taadaad kiijiye
nikle.n ziyaada daaG mire dil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
taa'daad jaan.naa hai ki kitne mare hai.n aaj
jo chal nahii.n sake hai.n vo bam gin rahaa huu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
yuu.n to ahbaab kii ta.adaad ziyaada hai magar
itnii mushkil me.n rasad hai na madad hai had hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
ta.adaad sitaaro.n kii ziyaada to hai lekin
suuraj ke muqaabil kabhii aayaa nahii.n karte
Mehrbaan Amrohvi
Ghazal
ba.Dhtii rahii har saal jo ta.adaad hamaarii
kyaa yaad karegii hame.n aulaad hamaarii
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Hamza Bilal
Ghazal
Iqbal Ashhar Quraishi
Ghazal
har ek se bai'at kaa taqaazaa nahii.n karte
ta.adaad se bantii nahii.n sarkaar hamaarii
Azwar Shirazi
Ghazal
hame.n yaqiin hai is baaG ke nahii.n ho tum
ki ham ne chi.Diyo.n kii ta.adaad tak ginii hu.ii hai
Adnan Khalid
Ghazal
ham se diivaano.n kii ta.adaad bahut kam hai yahaa.n
har galii kuuche me.n fankaar na Dhuu.nDe ko.ii
Shakeel Azmi
Ghazal
tabhii to kahte the taa’daad kuchh nahii.n hotii
tabhii to kahte the zehno.n me.n karbalaa rakkho
Ameer Imam
Ghazal
mire vajuud pe hai munhasir tirii ta.adaad
agarche terii nazar me.n bas ik sifar huu.n mai.n
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
zamaana yuu.n nahii.n jaise dikhaa.ii de rahaa hai
KHaraabii ko.ii maah-o-saal kii ta.adaad me.n hai