SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरबान"
Ghazal MATCHES FOR "दरबान"
Ghazal
vo KHush-nasiib tum se mulaaqaat kyuu.n kare
darbaan hii se jis kii mudaaraat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kyaa KHaandaa.n kaa apne tujh se kahe.n taqaddus
ruuhul-qudus ik adnaa darbaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
darbaan ban ke sar ko jhukaa.e kha.Dii hai aql
darbaar-e-dil ki jis kaa shahanshaah ishq hai
Ameer Imam
Ghazal
Mumtaz Gurmani
Ghazal
kabhii KHudaa kabhii insaan rok letaa hai
mai.n jab bhii jaataa huu.n darbaan rok letaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
'aamir' is taKHt me.n taabuut nazar aataa hai
dekhte ham hai.n ye darbaan kahaa.n dekhte hai.n
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
'saif' kyaa KHuub zamaane kii havaa badlii hai
taKHt-e-taa.uus pe aa baiThe hai.n darbaan yahaa.n
Saifuddin Saif
Ghazal
aur to sab ke liye hai terii mahfil me.n jagah
ham jo baiThe.n abhii darbaan uThaane aa.e
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ham KHaana-KHaraabo.n se mile kyaa ko.ii aa kar
darvaaza-e-uftaada hai darbaan hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
Ahsan Marahravi
Ghazal
tirii shikast kaa e'laan to nahii.n kare.nge
jo teraa kaam hai darbaan to nahii.n kare.nge
Sanaullah Zaheer
Ghazal
baaryaabii kii tamannaa me.n pa.Daa huu.n dar par
baiThaa hotaa to samajh letaa ki darbaan bhii huu.n
Shakeel Gwaliari
Ghazal
Navak Lakhnavi
Ghazal
jaago ai mumlikat-e-ishq ke sone vaalo
shab ko darbaan-ए-dar-e-yaar sadaa dete hai.n