SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरार"
Ghazal MATCHES FOR "दरार"
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ta.alluqaat me.n kuchh to daraar pa.Dnii thii
ka.ii savaal the jin kaa javaab denaa pa.Daa
Haseeb Soz
Ghazal
na ba.Dhaa.e aur duurii ko.ii aane vaalaa mausam
chalo faasle miTaa le.n ki abhii daraar kam hai
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
fursat nahii.n ki fikr-e-marammat kare ko.ii
muddat se ik daraar pa.Dii hai makaan me.n
Faheem Jogapuri
Ghazal
ye saa.ato.n kii bhii.D ne use ga.nvaa diyaa na ho
rakhaa thaa mai.n ne ek lams vaqt kii daraar me.n
Riyaz Latif
Ghazal
zaraa saa jhaa.nk lo in be-qaraar aa.nkho.n me.n
dikhaa.ii degaa tumhaaraa dayaar aa.nkho.n me.n
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
siilan ko raah mil ga.ii diimak ko sair-gaah
anjaam dekh liijiye ghar kii daraar ke
Mayank Awasthi
Ghazal
diivaar me.n daraar to aanii thii ek din
sar kab talak paTaKHtii KHamoshii makaan me.n
Tara Iqbal
Ghazal
is liye kii hai mohabbat kii zamii.n tar us ne
KHushk ho.n jaise hii aa.nsuu to daraar aa jaa.e
Achyutam Yadav
Ghazal
fasiil-e-'ishq me.n be-shak daraar aa.egii
anaa kii khii.nch ke dono.n lakiir baiThe hai.n
Kalim Shadab
Ghazal
aap kii KHaamushii darbaar kii KHaamoshii hai
aap kaa bolnaa me'yaar se samjhautaa hai
Deepak Agrawal
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n