SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरिया-दिल"
Ghazal MATCHES FOR "दरिया-दिल"
Ghazal
Naziya Ghaus
Ghazal
bahaar aate hii piir-e-muGaan-e-dariyaa-dil
zaruur duKHtar-e-raz nazr-e-mai-kashaa.n kartaa
Wafa Lakhnavi
Ghazal
meraa saaqii hai ba.Daa dariyaa-dil
phir bhii pyaasaa huu.n ki sahraa huu.n mai.n
Gopal Mittal
Ghazal
ashk yuu.n to kabhii mere bahte nahii.n
dariyaa dil ke sabhii mere bhar jaa.e.nge
Anil Sharma Tanha
Ghazal
yahaa.n par ko.ii dariyaa-dil nahii.n hai
sab apne ghar kaa paanii bhar rahe hai.n
Fahmi Badayuni
Ghazal
be-qaraar hai.n aa.nkhe.n kaise ab lahuu ro.e.n
KHushk kar diyaa dariyaa dil dukhaane vaalo.n ne
Pirzada Qasim
Ghazal
ek samundar laakho.n dariyaa dil me.n ik tuufaan
shaam-o-sahar yuu.n milte rahnaa achchhaa lagtaa hai
Vishal Khullar
Ghazal
tishnagii kii aa.nkh me.n be-samt tevar dekh kar
kitne dariyaa-dil samundar bhii nadii hone lage
Muntazir Qaimi
Ghazal
vo chaaT lete hai.n kaliyo.n se qatra-e-shabnam
jinhe.n samajhte hai.n duniyaa me.n log dariyaa-dil
Khalid Hasan Qadiri
Ghazal
dariyaa-dil vo ke hame.n sau.np dii Gam kii jaagiir
KHud-Garaz ham use hissa bhii nahii.n de sakte
Sandeep Shajar
Ghazal
kyaa kahe.n diida-varo ham to vo dariyaa-dil hai.n
kabhii saahil ko bhii pyaasaa nahii.n rahne dete
Farigh Bukhari
Ghazal
ye kaun puuchhegaa ham se kahaa.n kise fursat
jo dariyaa-dil the hu.e kyuu.n saraab ab ke se
Aslam Noor Aslam
Ghazal
ab ye mere zehn kaa badlaav hai yaa bebasii
jaane kyo.n vo sang-dil lagtaa hai dariyaa-dil mujhe
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ik talaatum thaa tah-e-aab sukuut-e-dariyaa
dil-e-KHaamosh me.n ik shor rahaa kartaa thaa
Salim Shuja Ansari
Ghazal
aataa hai jab kisii par ruktaa nahii.n hai hargiz
maanind-e-mauj-e-dariyaa dil kii ravaaniyaa.n hai.n