SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर्दों"
Ghazal MATCHES FOR "दर्दों"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mere armaano.n kaa markaz mere dardo.n kaa ilaaj
TimTimaataa saa diyaa ik gosha-e-manzil me.n thaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
dard-mando.n pe zaraa rahm karo be-dardo
zabt-e-fariyaad ziyaada to nahii.n jaano.n se
Safi Aurangabadi
Ghazal
ye dil pe bojh hai dardo.n kaa yaa tirii yaade.n
yaa aablo.n kaa haraarat se hai pighal jaanaa
Naheed Kausar
Ghazal
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
Moni Gopal Tapish
Ghazal
daastaa.n aa.o mai.n dardo.n kii sunaa.uu.n aap ko
baad mere kyaa karoge meraa diivaa.n dekh kar
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
ziist ke baab me.n dardo.n kii numaa.ish ke liye
zaKHm ko daaG kahe.n aaj ko kal likhnaa hai
Imtiyaz Kavish
Ghazal
merii saa.nso.n pe bhii aaho.n kaa chalan rahtaa hai
bevafaa aur na de dardo.n ke chhaale mujh ko
Monika Sharma Sarthi
Ghazal
dardo.n-bharii dariida ridaa-e-hayaat ko
taane se baanaa jo.D ke zambiil kar chale
Hasrat Khan Khatak
Ghazal
ba.Daa hai dard kaa rishta ye dil Gariib sahii
tumhaare naam pe aa.e.nge Gam-gusaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa hangaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rahaa na dil me.n vo bedard aur dard rahaa
muqiim kaun hu.aa hai maqaam kis kaa thaa