SEARCH RESULTS
Showing search results for "दर-आमद"
Ghazal MATCHES FOR "दर-आमद"
Ghazal
is qadar shauq dar-aamad hai 'muzaffar' ham ko
sochte rahte hai.n rusvaa.ii kahaa.n se aa.e
Muzaffar Warsi
Ghazal
us kii aamad ke liye KHud ko tarastaa dekhnaa
haa.e hasrat se tiraa parde ko hiltaa dekhnaa
Koki Gul
Ghazal
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
Deepak Purohit
Ghazal
roz-o-shab mujh me.n samaataa hai ko.ii
nit-na.e jalve dikhaataa hai ko.ii
Mohammad Haneef Katib
Ghazal
har samt pareshaa.n tirii aamad ke qariine
dhoke diye kyaa kyaa hame.n baad-e-saharii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
terii aamad aamad-e-fasl-e-bahaaraa.n ban ga.ii
phuulo.n se khilne lage mere dar-o-diivaar me.n
Saleem Betab
Ghazal
lamha-dar-lamha tirii raah takaa kartii hai
ek khi.Dkii tirii aamad kii du.aa kartii hai
Abbas Qamar
Ghazal
chaman me.n aamad-e-rangiinii-e-numuu kahiye
bahaar aane ko tajdiid-e-rang-o-buu kahiye
Ahmad Adil
Ghazal
aisaa vo be-shumaar-o-qataar intizaar thaa
pahlii hii baar duusrii baar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
sabr-o-sukuun-o-hosh ga.e intizaar me.n
ab kuchh nahii.n rahaa hai mire iKHtiyaar me.n
Mahmood Abdul Qadeer
Ghazal
raat ke dar pe ye dastak ye musalsal dastak
aamad-e-sub.h-e-farozaa.n kaa pataa detii hai
Hanif Fauq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
maze jahaan ke apnii nazar me.n KHaak nahii.n
sivaa.e KHuun-e-jigar so jigar me.n KHaak nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Guruub-e-mehr kaa maatam hai gulistaano.n me.n
nasiim-e-sub.h bhii shaamil hai nauha-KHvaano.n me.n