SEARCH RESULTS
Showing search results for "दावत-ए-बरहमी"
Ghazal MATCHES FOR "दावत-ए-बरहमी"
Ghazal
chhiin lo mujh se dosto taaqat-e-arz-e-mudda.aa
us ne mizaaj-e-yaar ko daavat-e-barhamii bhii dii
Mahirul Qadri
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kartaa huu.n jam.a phir jigar-e-laKHt-laKHt ko
arsa hu.aa hai daavat-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
talKHi-e-kaam-o-dahan kii aabyaarii ke liye
daavat-e-shiiraaz-e-abr-o-baad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
dii hai nazar ko daavat-e-bos-o-mas-o-kanaar
kaliyo.n ke husn-e-paak-e-gunah-intizaar ne
Ijtiba Rizvi
Ghazal
us vaqt mujh ko daavat-e-jaam-o-subuu milii
jis vaqt mai.n gunaah ke qaabil nahii.n rahaa
Saghar Khayyami
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
bhau.nro.n ko itnii daavat-e-hirs-o-havas na de
tujh se tiraa gulaab-badan chhuuT jaa.egaa
Qamruzzaman Qamar
Ghazal
jo nazar thii daavat-e-lutf-o-vafaa
jaane kyo.n tiir-o-kamaa.n hai aaj kal
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
KHaak sahraa kii nahii.n aql u.Daayaa kartii
daavat-e-fikr-o-nazar dasht-o-jabal dete hai.n
Wajid Sahri
Ghazal
aks is kaa nahii.n aa.iina-e-taqdiir me.n haa.n
daavat-e-fikr-o-tadabbur hai agar samjho to
Dawood Kashmiri
Ghazal
mai.n is KHaraaba-e-dil ke ujaa.D manzar me.n
kisii ko daavat-e-sair-o-qayaam kyaa detaa
Farasat Rizwi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
yahii hai daavat-e-aish-o-nishaat roz-o-shab
KHushii kaa zikr nahii.n ashk-baar hai.n ham log
Khizr Barni
Ghazal
de rahii hai.n har nafas ko daavat-e-fikr-o-nazar
ye mizaaj-e-dahr kii tabdiiliyaa.n kuchh in dino.n
Faizi Nizam Puri
Ghazal
shabaab daavat-e-ra.ngiinii-e-nazar hai 'ziyaa'
magar nazar hii faqiihaana ho to kyaa kahiye