SEARCH RESULTS
Showing search results for "दीदा-ए-दिल"
Ghazal MATCHES FOR "दीदा-ए-दिल"
Ghazal
taakiid hai ki diida-e-dil vaa kare ko.ii
matlab ye hai ki duur se dekhaa kare ko.ii
Fani Badayuni
Ghazal
kabhii vo diida-e-dil vaa bhii chho.D jaate hai.n
kabhii KHayaal kaa rasta bhii chho.D jaate hai.n
Mahshar Badayuni
Ghazal
Shakur Javed
Ghazal
rah gayaa KHvaab-e-dil-aaraam adhuuraa kis kaa
Dhal ga.ii shab to khulaa hai ye dariicha kis kaa
Dil Ayubi
Ghazal
na Gam-e-dil ke hii bas ke na Gam-e-dauraa.n ke
itne aazaad hu.e tere giraftaar ki bas
Dil Ayubi
Ghazal
mere siina me.n ye dil hai ki ko.ii saudaagar
mere ehsaas kaa dhan tol rahaa hai mujh me.n
Dil Sikandarpuri
Ghazal
kitnaa hasii.n thaa jurm-e-Gam-e-dil ki do-jahaa.n
dar pe hai.n aaj tak mire ra.ng-e-qubuul ke
Dil Ayubi
Ghazal
naqd-e-dil hai ki garebaan ke har taar me.n hai
hausla ab bhii bahut tere KHariidaar me.n hai
Dil Ayubi
Ghazal
Dil Ayubi
Ghazal
detaa hai ab yahii dil-e-shoriida mashvara
jiine se ta.ng ho to miyaa.n mar ke dekh lo
Dil Ayubi
Ghazal
kahaa.n gayaa tirii mahfil me.n zom-e-diida-varaa.n
ye hausla to yahaa.n kam-nazar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
tiraa KHayaal miraa soz-e-aarzuu-e-sahar
ko.ii to thaa shab-e-furqat jo dil ke kaam aayaa
Dil Ayubi
Ghazal
ban ga.ii husn-e-talab bhii to mu.amma ai 'dil'
dard maa.ngaa thaa vo samjhe ki davaa maa.ngii thii
Dil Ayubi
Ghazal
meraa dil mere liye ka.aba-o-kaashii hai 'dil'
mai.n ye jaagiir tire naam nahii.n kar saktaa
Dil Sikandarpuri
Ghazal
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye 'ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe