SEARCH RESULTS
Showing search results for "नफ़रत"
Ghazal MATCHES FOR "नफ़रत"
Ghazal
nafrat kaa gumaa.n guzre hai mai.n rashk se guzraa
kyuu.nkar kahuu.n lo naam na un kaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
tanhaa hu.aa safar me.n to mujh pe khulaa ye bhed
saa.e se pyaar dhuup se nafrat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
vo shaKHs ki mai.n jis se mohabbat nahii.n kartaa
ha.nstaa hai mujhe dekh ke nafrat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
mujh se tumhe.n nafrat sahii nayyar se la.Daa.ii
bachcho.n kaa bhii dekhaa na tamaashaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
unhe.n kyuu.n na ho dilrubaa.ii se nafrat
ki har dil me.n vo Gam alam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
pilaa de ok se saaqii jo ham se nafrat hai
piyaala gar nahii.n detaa na de sharaab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu dashna-e-nafrat hii ko lahraataa rahaa hai
tuu ne kabhii dushman se lipaT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
huuro.n kii talab aur mai o saaGar se hai nafrat
zaahid tire irfaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
jahaa.n na pa.D sake saaya bhii ko.ii nafrat kaa
mohabbato.n kaa ik aisaa nagar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
aap kii shakl bhalii aap kii suurat achchhii
aap ke taur bure aap se nafrat achchhii
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kaise unhe.n bhulaa.uu.n mohabbat jinho.n ne kii
mujh ko to vo bhii yaad hai.n nafrat jinho.n ne kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mujhe aaj itnii nafrat se na dekhtii ye duniyaa
jo pa.Dhaa.ii se zaraa bhii mire dil ko pyaar hotaa