SEARCH RESULTS
Showing search results for "नाख़ुदा"
Ghazal MATCHES FOR "नाख़ुदा"
Ghazal
har shanaavar ko nahii.n miltaa talaatum se KHiraaj
har safiine kaa muhaafiz naaKHudaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
tamaam naaKHudaa saahil se duur ho jaa.e.n
samundaro.n se akele me.n baat karnii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
gar Duubnaa hii apnaa muqaddar hai to suno
Duube.nge ham zaruur magar naaKHudaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
jahaa.n mauj-e-havaadis chaahe le jaa.e
KHudaa huu.n mai.n na ko.ii naaKHudaa huu.n
Rasa Chughtai
Ghazal
tumhii.n to ho jise kahtii hai naaKHudaa duniyaa
bachaa sako to bachaa lo ki Duubtaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mujhe rokegaa tuu ai naaKHudaa kyaa Garq hone se
ki jin ko Duubnaa ho Duub jaate hai.n safiino.n me.n
Allama Iqbal
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
na kar kisii pe bharosa ki kashtiyaa.n Duube.n
KHudaa ke hote hu.e naaKHudaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Sarshar Sailani
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
KHud husn naa-KHudaa-e-mohabbat KHudaa-e-dil
kyaa kyaa liye hai.n mai.n ne tire naam pyaar me.n