SEARCH RESULTS
Showing search results for "नीम-फ़रामोशी"
Ghazal MATCHES FOR "नीम-फ़रामोशी"
Ghazal
gum hone ko paa jaanaa kahte hai.n mohabbat me.n
aur yaad kaa rakkhaa hai yaa.n naam faraamoshii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
ye dasht-e-faraamoshii Thaharne nahii.n detaa
lekin dar-e-KHvaahish ko bhii khulne nahii.n detaa
Kishwar Naheed
Ghazal
jaada-e-KHvaab ki raushan hai rahegaa mujh par
phir ko.ii baab-e-faraamosh khulegaa mujh par
Amir Hamza Saqib
Ghazal
phir vahii KHaana-e-barbaad hamaare liye hai
shahr-e-Garnaata-o-baGdaad hamaare liye hai
Qamar Siddiqi
Ghazal
Qamar Siddiqi
Ghazal
kyaa is kaa gilaa kiije use pyaar hii kab thaa
vo ahd-e-faraamosh vafaadaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
hichkiyaa.n aatii hai.n par lete nahii.n vo meraa naam
dekhnaa un kii faraamoshii ko merii yaad ko
Sakhi Lakhnvi
Ghazal
zindagii bhar tishna-lab rahnaa hame.n manzuur thaa
varna mai-KHaana hamaare ghar se kitnii duur thaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
yuu.n sa.ng-e-intizaar se kab tak ba.ndhe rahe.n
diivaar-e-naa-rasaa.ii hii kyuu.n dekhte rahe.n
Naeem Gilani
Ghazal
husn har rang me.n maKHsuus kashish rakhtaa hai
vo tabassum kii adaa ho ki sitam-koshii ho
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
laakh ehsaan karuu.n naam nahii.n hotaa hai
kitnaa ehsaan-faraamosh bashar lagtaa hai
Qamar Rais Bahraichi
Ghazal
paak hai lazzat-e-ishrat se zabaan-e-vaa.iz
jo balaa aa.e ilaahii so ba-jaan-e-vaa.iz
Naseem Dehlvi
Ghazal
nek-o-bad ishq me.n jo hai mirii taqdiir me.n hai
aap vo kiijiye jo aap kii tadbiir me.n hai
Mahmood Rampuri
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
KHayaal-e-dost na mai.n yaad-e-yaar me.n gum huu.n
KHud apnii fikr-o-nazar kii bahaar me.n gum huu.n
Siraj Lakhnavi
Ghazal
zinda rahne kaa vo afsuun-e-ajab yaad nahii.n
mai.n vo insaa.n huu.n jise naam-o-nasab yaad nahii.n
Yazdani Jalandhari
Ghazal
haalaat ab to itne dushvaar ho ga.e hai.n
ham niim-shab me.n aksar bedaar ho ga.e hai.n
Nazeer Siddiqui
Ghazal
maujuud the abhii abhii ruu-posh ho ga.e
ai mast-e-naaz tum to mire hosh ho ga.e