SEARCH RESULTS
Showing search results for "नूर-ए-सहर"
Ghazal MATCHES FOR "नूर-ए-सहर"
Ghazal
Tauqeer Zaidi
Ghazal
log hai.n muntazir-e-nuur-e-sahar muddat se
mai.n bhii baiThaa huu.n sar-e-raahguzar muddat se
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
nuur-e-sahar kahaa.n hai agar shaam-e-Gam ga.ii
kab iltifaat thaa ki jo KHuu-e-sitam ga.ii
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
shahr-e-KHirad se nuur-e-sahar kaun le gayaa
sub.h-e-safar se raaz-e-zafar kaun le gayaa
Betab Kaifi
Ghazal
Mohammad Bin Hasan Sharar
Ghazal
Tauqeer Raza
Ghazal
surKHii-e-ra.ng-e-shafaq nuur-e-sahar le ke chalo
rahravo mash.al-e-KHurshiid-o-qamar le ke chalo
Athar Ziai
Ghazal
Sahar Alig
Ghazal
dekhiye aur hai kyaa apne muqaddar me.n abhii
zulmat-e-shab se to hai.n nuur-e-sahar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
jahaa.n kisii ko bhii apnaa pataa nahii.n miltaa
vajuud-e-'nuur' vahii.n be-nishaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
kaaT kar raato.n ke parbat asr-e-nau ke tesha-zan
juu-e-shiir-o-chashma-e-nuur-e-sahar laate rahe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
pur-nuur ek chehra hai puuchho to us se kyo.n
dil be-niyaaz-e-nuur-e-sahar hai musaafiro
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
shaam-e-Gam kii zulmato.n me.n teraa zikr
KHanda-e-nuur-e-sahar ho kar rahaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
uTh sub.h hu.ii murG-e-chaman naGma-e-saraa dekh
nuur-e-sahar-o-husn-e-gul-o-lutf-e-havaa dekh
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
siyaah raat musallat hai dil kii duniyaa par
mataa-e-nuur-e-sahar tho.Dii duur saath chalo
Hidayatullah Khan Shamsi
Ghazal
fareb-e-nuur-e-sahar de ga.ii nigaaho.n ko
jo barq raat sar-e-shaaKH-saar guzrii thii