SEARCH RESULTS
Showing search results for "नूर-ए-हयात"
Ghazal MATCHES FOR "नूर-ए-हयात"
Ghazal
jahaa.n kisii ko bhii apnaa pataa nahii.n miltaa
vajuud-e-'nuur' vahii.n be-nishaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Qaisar hayat
Ghazal
behoshiyo.n ko nii.nd se nisbat zaruur hai
kuchh KHaar bhii bichhaa le ridaa-e-hayaat par
Noor Taqi Noor
Ghazal
tumhaare jalve pe mauquuf hai nizaam-e-hayaat
agarche tuur kaa qissa mujhe bhii azbar hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
aa.o kuchh hausla-e-dil se bhii le.n kaam ai 'nuur'
kab tak ab hasrat-e-naakaam se baate.n ho.ngii
Noor Mohammad Noor
Ghazal
a.ndheraa phir na rahegaa diye jalaa.o to
ruKH-e-hayaat se ik ik naqaab uThaa.o to
Noor Indori
Ghazal
rasm-e-ulfat me.n yahii hotaa hai aksar ai 'nuur'
Duub jaate hai.n safiine to KHabar hotii hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
kyuu.n 'nuur' jhukaate kahii.n apnaa sar-e-aqdas
dar teraa jo sajde ko banaa mere liye hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
KHaa lii shikast fat.h-e-mubii.n ke yaqiin se
haa.n 'nuur' ab ke himmat-e-mardaa.n liye hu.e
Noor Mohammad Noor
Ghazal
ai 'nuur' mujhe kuchh to bharosa hai zabaa.n par
kuchh baKHt-e-sa.aadat mujhe garmaa.e hu.e hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
mai.n to aavaaz thaa kaise nazar aataa ai 'nuur'
sirf rusvaa.ii-e-arbaab-e-nazar honii thii
Noor Taqi Noor
Ghazal
muddat se to ab yaad bhii aatii nahii.n us kii
ye nuur saa lekin mire Gam-KHaane me.n kyaa thaa
Noor Taqi Noor
Ghazal
be-shak Gam-e-hayaat kaa tum hii 'ilaaj ho
meraa nasiib ye ki mai.n biimaar bhii nahii.n
Nilofar Noor
Ghazal
tamaam raat kii ruudaad kah rahii hai 'nuur'
ye bujhtii sham' labo.n par dhu.aa.n uThaa.e hu.e
Farooq Noor
Ghazal
bujhaa na paa.ii mire ek bhii charaaG ko 'nuur'
ye aur baat muKHaalif me.n chal rahii hai havaa
Farooq Noor
Ghazal
phailaa ke paa.nv baiTh faraaG-e-hayaat ab
ghar se tire ye roz kaa mehmaan to gayaa
Noor Ahmad Shaikh
Ghazal
jo mazaa ashko.n ke piine me.n hai vo is me.n kahaa.n
hai har ik qatra hayaat-e-jaavidaa.n mere liye