SEARCH RESULTS
Showing search results for "नख़रा"
Ghazal MATCHES FOR "नख़रा"
Ghazal
Gusse me.n lag rahii ho tum aur KHuub-suurat
dil ko bahut tumhaaraa naKHra pasand aayaa
Amit Ahad
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
puraane ishq kaa sadma uThaayaa jaa rahaa hai
kisii zid me.n tiraa naKHra uThaayaa jaa rahaa hai
Azlan shah
Ghazal
naKHra bhii sher me.n ho to haa.n 'soz' kaa saa ho
kis kaam kii vagarna chhinaale kii shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vo apnii jaan kii baazii lagaa.e to lagaa.e kyo.n
ki naKHra husn kaa jis ke liye jallaad hotaa hai
Sardar Panchhi
Ghazal
tum chaahte agar ho ham zid nahii.n kare.n to
tum bhii karo ye vaa'da naKHraa nahii.n kare.nge
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
is liye bhii mai.n amiiro.n ko nahii.n puuchhuu.ngaa
aa to jaa.e.nge magar aa.e.nge naKHra kar ke
Shaariq Qamar
Ghazal
Aftab Shah
Ghazal
husn akelaa tho.Dii aayaa duniyaa me.n
us ke bante hii naKHraa iijaad hu.aa
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
aKHlaaq zindagii me.n kise chaahiye yahaa.n
naKHra zamaane bhar ko dikhaane kii 'umr hai
Ahmad Hijazi
Ghazal
hai zauq-e-tajallii bhii isii KHaak me.n pinhaa.n
Gaafil tuu niraa saahib-e-idraak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
garmi-e-mahfil faqat ik naara-e-mastaana hai
aur vo KHush hai.n ki is mahfil se diivaane ga.e
Khatir Ghaznavi
Ghazal
tuu to phir apnii jaan hai teraa to zikr kyaa
ham tere dosto.n ke bhii naKHre uThaa.e.nge