SEARCH RESULTS
Showing search results for "पदे"
Ghazal MATCHES FOR "पदे"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
shor-e-pand-e-naaseh ne zaKHm par namak chhi.Dkaa
aap se ko.ii puuchhe tum ne kyaa mazaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
junuun-e-mohabbat me.n pand-e-aduu kyaa
bhalaa mai.n kisii kaa buraa chaahtaa huu.n
Aasi Ghazipuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Nadir Kakorvi
Ghazal
mai.n ne kahaa ki aur ko.ii pand-e-KHush-gavaar
us ne kahaa ki KHidmat-e-piir-e-muGaa.n karo
Sirajuddin Zafar
Ghazal
dil pand-e-vaa.izaa.n se hu.aa hai asar-paziir
us ko KHaraab-e-sohbat-e-bad ham ne kar diyaa
Sirajuddin Zafar
Ghazal
chhaa ga.e sheva-e-bedaad pe dilkash naGme
mai.n qafas me.n huu.n ki sayyaad mire daam me.n hai
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
zaliil hogaa tuu ik roz pand-e-bejaa se
tujhe KHaraab karegii tirii zabaa.n naaseh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
is havaale se use pand-e-shakebaa.ii ho
tere zaKHmo.n kii miyaa.n itnii to gahraa.ii ho
Muzammil Husain Cheema
Ghazal
firaaq-e-yaar jafaa-e-shamaanat-e-a.adaa
Gam-e-dil o sitam-e-pand-e-naasehaa.n dekhaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
hotaa hai shiisha-e-dil chuur us kii guftuguu se
yaarab ye pand-e-naaseh yaa sa.ng-e-mohtasib hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
ye tumhe.n ho ki pa.De daGdaGa-e-hashr me.n ho
faariG-ul-baal hai ek ek qalandar vaa.iz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa