SEARCH RESULTS
Showing search results for "पस-ए-आब"
Ghazal MATCHES FOR "पस-ए-आब"
Ghazal
pas-e-aab-o-gil mai.n dikhaa bhii chukaa huu.n
tamaashaa sar-e-aab-o-gil hone vaalaa
Shaheen Abbas
Ghazal
utar rahaa huu.n mai.n tanhaa.iyo.n ke dariyaa me.n
ye dekhnaa hai pas-e-aab kyaa ubhartaa hai
Zafar Zaidi
Ghazal
tuu us kii zad me.n jo aayaa to Duub jaa.egaa
ba-qadr-e-aab hai har aa.ina bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pas-e-kaarvaan-e-vafaa rah ga.ii hai
ta'alluq ke bichh.De Gubaaro.n kii KHushbuu
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ye mauj taa-ki safiine ko garm-rau rakkhe
kuchh aag KHema-e-aab-e-ravaa.n me.n rakh denaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
dekh lenaa pas-e-qaatil bhii ko.ii hogaa zaruur
sirf qaatil hii chalaataa nahii.n KHanjar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ye to miraa raqiib hai mai.n maantaa nahii.n
kyuu.n dekhtaa hai aap ko har baar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jab ho dam-e-aaKHir to bachaa lene kii taaqat
phir KHaak-e-shifaa me.n na kahii.n aab-e-baqaa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mar chukaa mai.n to nahii.n us se mujhe kuchh haasil
barse gar paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
lagtaa hai bahr-e-shab ba.Daa pur-aab dekhnaa
tum ko Dubo na de kahii.n ye KHvaab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
misaal-e-gauhar-e-naayaab zer-e-aab rahaa
ye aarzuu thii samundar uchhaaltaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
baar-haa jii me.n ye aa.ii umr-e-rafta se kahuu.n
shaam hone ko hai ai bhuule musaafir ghar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zamii.n ke qad se bhii chhoTaa ye aasmaa.n niklaa
ab aasmaa.n se zamii.n par utaar laa.o hame.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
viiraaniyo.n me.n saaz-e-tarab bolne lage
jaise lahuu me.n aab-e-inab bolne lage