SEARCH RESULTS
Showing search results for "पुर-बहार"
Ghazal MATCHES FOR "पुर-बहार"
Ghazal
aas ke pur-kaif mausam kaa asar kaisaa lagaa
is bahaar-e-nau-shagufta kaa samar kaisaa lagaa
Baharunnisa Bahar
Ghazal
nazzaara-e-bahaar se taskii.n ho kyaa use
jis kii nazar me.n teraa ruKH-e-pur-bahaar hai
Shivraj Bahar
Ghazal
bahut hasiin ba.Dii pur-bahaar guzrii hai
vo zindagii jo sar-e-kuu-e-yaar guzrii hai
Sahir Bhopali
Ghazal
har rasta pur-bahaar hu.aa hai abhii abhii
dil dil kaa raazdaar hu.aa hai abhii abhii
Jan Kashmiri
Ghazal
Faizi Nizam Puri
Ghazal
Saif Bijnori
Ghazal
dil-e-aashiq hai pur-bahaar 'habiib'
yaa.n KHizaa.n hii kabhii nahii.n hotii
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
fasl-e-gul ne laakh paidaa kii fazaa-e-pur-bahaar
Guncha-e-dil par na aa.ii taazgii tere baGair
Syed Mubeen Alvi Khairabadi
Ghazal
tiraa nasiib agar tuu ne pii nahii.n zaahid
bahaar varna ba.Dii pur-bahaar guzrii hai
Dr. Naresh
Ghazal
bhalaa kise aasmaan-e-gardish talaashtii hai
kahaa.n hai.n vo KHush-numaa.iyaa.n pur-bahaar chehre
Mohammad Asadullah
Ghazal
shahiid-e-naaz hu.ii.n kitnii bulbule.n afsos
bahaar apnii jagah pur-bahaar hai ab tak
Nazeer Hussain Siddiqui
Ghazal
ra.ngiinii-e-KHayaal se kuchh bhii na bach sakaa
har shai ko pur-bahaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
havaa ke zaKHm khule the udaas chehre par
KHizaa.n ke shahr se koTii to pur-bahaar gayaa
Akhtar Imam Rizvi
Ghazal
shab-o-roz Dhuu.nDhtaa huu.n vahii pur-bahaar vaa'de
vahii muztarib se lamhe tire intizaar vaale
Kazim Jarwali
Ghazal
sayyaad mere taa.ir-e-dil ne qafas ko bhii
naalo.n se pur-bahaar kiyaa hai kabhii kabhii
Syed Zahiruddin Zaheer
Ghazal
khile na phuul abhii se KHizaa.n chalii aa.ii
chaman kisii kaa abhii pur-bahaar thaa hii nahii.n
Ziya Shadani
Ghazal
hai 'shaad' pur-bahaar ye josh-e-junuu.n miraa
daaman kii ab kahuu.n ki garebaan kii kahuu.n