SEARCH RESULTS
Showing search results for "पेड़ों"
Ghazal MATCHES FOR "पेड़ों"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
pe.Do.n ke baazu.o.n me.n mahaktii hai chaa.ndnii
bechain ho rahe hai.n KHayaalaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dariicha baaz hai yaado.n kaa aur mai.n
havaa suntaa huu.n mai.n pe.Do.n kii zabaa.n se
Jaun Eliya
Ghazal
parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai
surma.ii ujaalaa hai champa.ii a.ndheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
farmaan se pe.Do.n pe kabhii phal nahii.n lagte
talvaar se mausam ko.ii badlaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
havaa ke sii.ng na pak.Do khade.D detii hai
zamii.n se pe.Do.n ke Taa.nke udhe.D detii hai
Gulzar
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
manzil yahii.n hai aam ke pe.Do.n kii chhaa.nv me.n
ai shahsavaar gho.De se niiche utar ke dekh
Adil Mansuri
Ghazal
aa.ndhiyaa.n sharm se ho jaa.e.n na paanii paanii
sar yahii soch ke pe.Do.n ne jhukaa.e rakkhaa
Aks samastipuri
Ghazal
ham ko duniyaa ne laka.Dhaaraa samajh rakkhaa hai
ham to pe.Do.n ko parindo.n kii tarah dekhte hai.n