SEARCH RESULTS
Showing search results for "पैरों"
Ghazal MATCHES FOR "पैरों"
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
hasiin champa.ii pairo.n ko jab se dekhaa hai
nadii kii mast adaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
qad meraa ba.Dhaane kaa use kaam milaa hai
jo apne hii pairo.n pe kha.Daa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
apne saudaa-zadagaa.n se ye kahaa hai us ne
chal ke ab aa.iyo pairo.n pe saro.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
har chand raakh ho ke bikharnaa hai raah me.n
jalte hu.e paro.n se u.Daa huu.n mujhe bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
kabhii mile.nge to ye qarz bhii utaare.nge
tumhaare chehre ko pairo.n talak nihaare.nge
Vikram Gaur Vairagi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
dil ye kartaa hai ki is umr kii pagDanDii par
ulTe pairo.n se chaluu.n phir vahii la.Dkaa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
aur kuchh bhii mujhe darkaar nahii.n hai lekin
merii chaadar mire pairo.n ke baraabar kar de
Shahid Meer
Ghazal
ai sabaa tuu to udhar hii se guzartii hogii
us galii me.n mire pairo.n ke nishaa.n kaise hai.n
Rahi Masoom Raza
Ghazal
pairo.n ko mire diida-e-tar baa.ndhe hu.e hai
zanjiir kii suurat mujhe ghar baa.ndhe hu.e hai
Munawwar Rana
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
tirii talaash ke maaro.n kii nii.nd puurii ho
zaraa tuu baiTh ki pairo.n kii nii.nd puurii ho
Usama Zoraiz
Ghazal
sar ko chhupaa.uu.n apne ki pairo.n ko Dhaa.np luu.n
chhoTii sii thii ridaa to mujhe sochnaa pa.Daa
Faragh Rohvi
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
pairo.n me.n naqsh ek hii dahliiz thii 'hasan'
us ke sivaa mai.n aur kisii dar nahii.n gayaa