SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़रेबी-ए-तासीरा"
Ghazal MATCHES FOR "फ़रेबी-ए-तासीरा"
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
vo ahd-e-dil-farebi-e-taasiir ab kahaa.n
muddat se aah aah kii hasrat nahii.n rahii
Fani Badayuni
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
qaraar dil ko mayassar nahii.n kahii.n jaa.o
nazar-farebi-e-husn-o-jamaal hii kyaa hai
Suha Mujaddadi
Ghazal
ye dil-farebii-e-har-barg-e-gul are tauba
jamaal-e-naaz kii bikhrii hu.ii kitaab na ho
Ziya Allahabadi
Ghazal
ye KHud-farebi-e-ehsaas-e-aarzuu to nahii.n
tirii talaash kahii.n apnii justujuu to nahii.n
Ummeed Fazli
Ghazal
allaah-re KHud-farebii-e-ahl-e-haram ki ab
bande bhii dekhte hai.n KHudaa ke maqaam se
Saifuddin Saif
Ghazal
e.ajaaz-e-dil-farebii-e-andaaz dekhnaa
har har adaa pe mujh ko gumaan-e-nazar rahaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
vo dil-farebii-e-rang-e-bahaar kyaa jaane
ki jis kaa hosh Thikaane nahii.n bahaar me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
nazar-farebii-e-husn-e-butaa.n kaa qaa.il huu.n
fareb-kaarii-e-ahl-e-jahaa.n nahii.n ma.aluum
Natiq Azmi
Ghazal
aazaadii-e-junuu.n kaa yahii kyaa ma.aal thaa
zindaa.n se dil-farebii-e-sahraa badal ga.ii
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
manzil pe aa ke KHud mujhe honaa pa.Daa tabaah
mahv-e-nazar farebii-e-rahbar rahaa hai kaun
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
KHud-farebii-e-talab kahtii rahii jis ko vatan
ajnabii ham rahe jis raahguzar se guzre
Zubair Irtaza
Ghazal
tire baGair bhii kaT jaa.egii hayaat magar
ye KHud-farebi-e-ehsaas zindagii to nahii.n
Shabnam Naqvi
Ghazal
hai KHud-farebii-e-zaahid kii muntahaa ya.anii
zabaa.n pe naam-e-KHudaa but hai.n aastiino.n me.n