SEARCH RESULTS
Showing search results for "बंदगी"
Ghazal MATCHES FOR "बंदगी"
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
ab aage jo bhii ho anjaam dekhaa jaa.egaa
KHudaa talaash liyaa aur bandagii kar lii
Kaifi Azmi
Ghazal
mataa-e-be-bahaa hai dard-o-soz-e-aarzuumandii
maqaam-e-bandagii de kar na luu.n shaan-e-KHudaavandii
Allama Iqbal
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
saahab ne is Gulaam ko aazaad kar diyaa
lo bandagii ki chhuuT ga.e bandagii se ham
Momin Khan Momin
Ghazal
'Gaalib' nadiim-e-dost se aatii hai buu-e-dost
mashGuul-e-haq huu.n bandagi-e-buu-turaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kahte hai.n aa.nkh aa.nkh se milnaa hai bandagii
duniyaa ke chho.D kaam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye bandagii KHudaa.ii vo bandagii gadaa.ii
yaa banda-e-KHudaa ban yaa banda-e-zamaana
Allama Iqbal
Ghazal
yahii aalam rahaa parda-nashiinii kaa to zaahir hai
KHudaa.ii aap se hogii na ham se bandagii hogii
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'hasrat' phir aur jaa ke kare.n kis kii bandagii
achchhaa jo sar uThaa.e.n bhii is aastaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
naaraaz ho KHudaa to kare.n bandagii se KHush
maashuuq ruuTh jaa.e to kyuu.nkar manaa.e.n ham