SEARCH RESULTS
Showing search results for "बचाना"
Ghazal MATCHES FOR "बचाना"
Ghazal
mai.n qatra ho ke bhii tuufaa.n se ja.ng letaa huu.n
mujhe bachaanaa samundar kii zimmedaarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
milnaa na milnaa ek bahaana hai aur bas
tum sach ho baaqii jo hai fasaana hai aur bas
Saleem Kausar
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
maalik ye diyaa aaj havaa.o.n se bachaanaa
mausam hai ajab aa.ndhii ke aasaar mile hai.n
Hakeem Nasir
Ghazal
ye husn-o-ishq kii tafriiq ik bahaana hai
kahii.n nazar ko kahii.n dil ko aazmaanaa hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
agar hamaare hii dil me.n Thikaanaa chaahiye thaa
to phir tujhe zaraa pahle bataanaa chaahiye thaa
Shakeel Jamali
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
munaafiqo.n me.n shab-o-roz bhii guzaartaa huu.n
aur un kii zad se bhii KHud ko bachaanaa hotaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
Unknown
Ghazal
nishaan-e-raah se ba.Dh kar hai.n KHvaab manzil ke
inhe.n bachaanaa hai aur raah par bhii rakhnaa hai
Fatima Hasan
Ghazal
Tousief Tabish
Ghazal
gha.Dii ke kaa.nTo.n ko ulTaa ghumaa kar
samay ko mai.n bachaanaa chaahtaa huu.n
Ambuj Shrivastava
Ghazal
kisii ke naaz uThaanaa bhii ik ibaadat hai
kisii se KHud ko bachaanaa bhii ik ibaadat hai