SEARCH RESULTS
Showing search results for "बद-मज़ा"
Ghazal MATCHES FOR "बद-मज़ा"
Ghazal
tum aa.nkh muu.nd ke pii jaa.o zindagii 'qaisar'
ki ek ghuu.nT me.n mumkin hai bad-maza na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
sharaab-e-naab hai saaGar uThaa.iye vaa'iz
ye bad-maza sahii par bad-maza hai kitnii der
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
bad-maza kyuu.n hai.n aasmaa.n vaale
mai.n zamii.n thaa zamii.n dikhaa.ii diyaa
Fahmi Badayuni
Ghazal
ka.ii jhamelo.n me.n uljhii sii bad-maza chaa.e
udaas mez pe daftar ke kaaGzaat kaa dukh
Saima Aftab
Ghazal
ka.ii jhamelo.n me.n uljhii sii bad-maza chaa.e
udaas mez pe daftar ke kaaGzaat kaa dukh
Saima Aftab
Ghazal
'ziyaa' hamaaraa ye maslak hai yaava-go.ii se
kabhii zabaan ko ham bad-maza nahii.n karte
Zia Asadi Sironji
Ghazal
mizaaj-e-husn kahii.n bad-maza na ho jaa.e
adal badal ke fasaane kii baat kartaa huu.n
Shaad Aarfi
Ghazal
Gazal me.n sher bahut narm ho ga.e 'aKHtar'
ye kis zabaan me.n kahte ho bad-maza na karo
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
phiikaa hii zaa.iqa dahan-e-zaKHm kaa rahaa
kyaa bad-maza hu.aa mai.n namak piis piis ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
sune to ko.ii zaraa hosh-o-gosh se ik din
hamaarii baat kaa mafhuum bad-maza bhii nahii.n
Yas Chandpuri
Ghazal
ham laakh bad-maza hu.e jaam-e-hayaat se
jiine kii pyaas thii ki kabhii kam na ho sakii